Posts
Showing posts with the label bilal Qadri
- Get link
- X
- Other Apps
nabi hamare bane hain dulha nabi hamare bane hain dulha wo sarwar-e-kishwar-e-risalat jo arsh par jalwagar hue the naye nirale tarab ke samaan arab ke mehmaan ke liye the nabi hamare bane hain dulha bahar hai shadiyan mubarak chaman ko aabadiyan mubarak malak falak apni apni leh mein ye gur-ana dil ka bolte the nabi hamare bane hain dulha waha falak par yaha zameen mein rachi thi shadi machi thi dhoomein udhar se anwar hanste aate idhar se naf'hat uth rahe the nabi hamare bane hain dulha khushi ke badal umat ke aaye dilon ke taoos rang laaye wo naghma-e-naat ka sama tha haram ko khud wajd aa rahe the nabi hamare bane hain dulha gubar ban kar nisar jayein kahan us rah guzar ko payein hamare dil huriyon ki aankhen farishton ke par jahan bichhe the nabi hamare bane hain dulha utar kar unk...
- Get link
- X
- Other Apps
mera badshah husain hai shah ast husain badshah ast husain deen ast husain deen panah ast husain sar daad na daad dast dar dast-e-yazeed hakkā ke binā-e lā ilāha ast husain ye baat kis qadar haseen jo keh gaye mueenuddin ke deen ki panah husain hai mera husain hai mera badshah husain hai aman ka mehromāh bhi jo shāhon ka hai shāh bhi aisa badshah husain hai mera husain hai mera badshah husain hai kare koi jo hamsāri kisi ki kya majāl hai husain har lihāz se jahāñ mein be-misāl hai ye ho chukā hai faislā na koi dusrā hasan na koi dusrā husain hai mera husain hai mera badshah husain hai hidāyat-e-husain par amal karo ai mo’minon raheñge ham bahisht mein yaqīn rakho ai mo’minon qabool hogi har du'ā kisi se kyun dareñ bhala hamārā wāsta husain hai mera husain hai mera badshah husain hai du’āoñ mein nidāoñ mein jo wāsta ise banāyega bahisht ki jo rāhoñ kā rāstā ise banāyega na wāste mein toṛ hai na rāste mein moṛ hai aisi sīdhi rāh husa...
- Get link
- X
- Other Apps
karbala ke jaan nisaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam karbala teri bahaaron ko salaam jaanisari ke nazaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam ya hussain ibne ali mushkil kusha aap ke sab jaan-nisaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam akbar-o-asghar pe jaan qurbaan ho mere dil ke taajdaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam qasimo abbas par lakhon durood karbala ke shah-sawaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam jis kisi ne karbala mein jaan di un sabhi imaandaaron ko salaam karbala ke jaan nisaaron ko salaam fatima zahra ke pyaaron ko salaam bhooki pyaasi bibiyon par ho durood bhooke...
- Get link
- X
- Other Apps
ya aliyal murtaza maula ali mushkil kusha ya aliyal murtaza maula ali mushkil kusha aap hain sher-e-khuda maula ali mushkil kusha sahibe lutfo ata maula ali mushkil kusha hai shaheed-e-ba wafa maula ali mushkil kusha ilm ka main shaher hoon darwaza iska hai ali hai ye qoul-e-mustafa maula ali mushkil kusha jis kisi ka main hoon maula uske maula hain ali hai ye qoul-e-mustafa maula ali mushkil kusha baad-e-khulfa-e-salasa sab sahaba se bada aap ko rutba mila maula ali mushkil kusha qal'aa-e-khaibar ka darwaza ukhda aap ne marhaba! sad marhaba! maula ali mushkil kusha shabbar-o-shabbir ke walid ho tum, maan fatima saiyado sardaar-e-maan maula ali mushkil kusha haidar-e-karrar leke aao tegh-e-zulfikaar zor-e-dushman bad chala maula ali mushkil kusha maghfirat karwaiye, jannat mein leke jaiye wasata hasanain ka maula ali mushkil kusha shabbar-...
- Get link
- X
- Other Apps
mujhko allah se muhabbat hai mujhko allah se muhabbat hai ye usi ka karam hai rehmat hai jisko sarkar se muhabbat hai uski bakhshish ki ye zamaanat hai dil mein qur'aan ki mere azmat hai aur pyaari har ek sunnat hai mujhko allah se muhabbat hai ye usi ka karam hai rehmat hai sab se achchhi nabi ki seerat hai chaand se bhi haseen surat hai mujhko allah se muhabbat hai ye usi ka karam hai rehmat hai teri attar kya haqeeqat hai jo hai sarkar ki badolat hai mujhko allah se muhabbat hai ye usi ka karam hai rehmat hai मुझको अल्लाह से मुहब्बत है मुझको अल्लाह से मुहब्बत है ये उसी का करम है रहमत है जिसको सरकार से मुहब्बत है उसकी बख्शिश की ये ज़मानत है दिल में क़ुरआन की मेरे अज़्मत है और प्यारी हर एक सुन्नत है मुझको अल्लाह से मुहब्बत है ये उसी का करम है रहमत है सब से अच्छी नबी की सीरत है...
- Get link
- X
- Other Apps
sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaani sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaani wo mahboob-e-sub'haani shah-baaze la-makaani wo kindile noorani sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaani tere jadd ki hai barwi ghaus-e-aa'zam mili hai tujhe gyaarwi ghaus-e-aa'zam koi unke rutbe ko kya jaanta hai muhammad ke hein jaa-nasheen ghaus-e-aa'zam sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaani hamaari bhi lillah bigdi banaado ghulaamon ke tum ho mu'een ghaus-e-aa'zam hein gere hue chaar jaanib se dushman KHudaara bacha mera deen ghaus-e-aa'zam sardaar-e-auliya he.n mere ghaus piya jilaani chhupa le muje apne daaman ke niche ke gham ki gataayein uthein ghaus-e-aa'zam wo hai kaun sa unke dar ka bhikaari madadgaar jiske nahi.n ghaus-e-aa'zam sardaa...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): peeraane-peer , mere shaah-e-jilaani roshan-zameer mere shaah-e-jilaani wah ! kya martaba aye ghaus ! hai baala tera unche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera sar bhala kya koi jaane ke hai kaisa tera auliya malte he.n aankhe.n wo hai talwa tera peeraane-peer , mere shaah-e-jilaani roshan-zameer mere shaah-e-jilaani kya dabe jispe himaayat ka ho panja tera sher ko khatre me.n laata nahi.n kutta tera peeraane-peer , mere shaah-e-jilaani roshan-zameer mere shaah-e-jilaani kasme.n de de ke khilaata hai pilaata hai tuje pyaara allah tera chaahne waala tera peeraane-peer , mere shaah-e-jilaani roshan-zameer mere shaah-e-jilaani tujse dar, dar se sag, aur sag se hai mujhko nisbat meri gardan me.n bhi hai door ka dora tera peeraane-peer , mere shaah-e-jilaani roshan-zameer mere shaah-e-jilaani is nishaani ke jo sag he.n nahi.n maare jaate hashr tak mere gale me.n rahe patta tera peeraane-peer , mere shaah-e-jilaani roshan-zameer mere shaah-e-jilaani fakhr-e-aaqa me.n ...
- Get link
- X
- Other Apps
Aaqa ke pyare Husain Siddiq ke pyare Husain Farooq ke pyare Husain Usman ke pyare Husain Haider ke pyare Husain Mere Hasan ke pyare Husain Zahra ke pyare Husain Fatima ka chand hai Husain Fatima ka chand hai Husain Murtaza ki shan hai Husain Fatima ka chand hai Husain Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain Sarwar Imam Husain hai, Sultan Imam Husain Khud Deen-e-Haq hai Deen ke nigehbaan Imam Husain Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain Hein Aap ke hi usba-e-kamil ke faiz se Toheed ke chaman mein bahaara Imam Husain Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain Maula ki sarfarazi ka manzar nazar mein hai Palkon pe kar raha hun charagan Imam Husain Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain Kijiye ata Rasheed ko Zille Liwa-e-Paak Jab tap raha ho Hashr ka maidan Imam Husain Mere Sarwar Imam Husain Mere Dilbar Imam Husain
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): Waliyon ke Sultaan hein Meera Waliyon ke Sultaan Gause Aazam Waliyon ke Sultaan Aale Nabi hein Shaahe Jilaan Maula Ali ki Jaan Gause Aazam Waliyon ke Sultaan Hukme Khuda se murde jilaaye Gaus Piyaa ne dekho Roshan hai mash-hoor qaraamat, doobte taraaye dekho Nazre Karam se kar dete hein Har mushkil aasaan Gause Aazam Waliyon ke Sultaan Hein Aese Bagdaad ke Dulha Mere Sakhi Lajpaal Unke Dar par ho jaata hai Pura Sab ka Suwaal Chaahne waalon ka karte hein Pura har Armaan Gause Aazam Waliyon ke Sultaan Saare Zamaane mein roshan hein Mere Dastageer Aese Haseen masoom noorani hein Peeraane Peer Jo bhi dekhe Unka jalwaa ho jaaye qurbaan Gause Aazam Waliyon ke Sultaan Aao chalein Bagdaaad deewaanon Mann ki muraadein paayein Jhoom Jhoom ke Unki Azmat ke naare lagaayein Hooro Malaaik aur Firishte Unke hein Darbaan Gause Aazam Waliyon ke Sultaan Rahmat ka saaya hai, saaya Murshid ke Daaman ka Jo Gause Aazam ka hoga, hoga wo Panjtan ka Aye Faiyyaze Qadri Unki...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman (Eng) : Madina dikha Maula Marne se pehle Mere Maula Mere Maula Mere Maula Saanson ki maala ki dhar ne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Jo Unke karam ka Ishaara mile to Sawarti hai qismat sawarne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Firishte bhi lete hein pehle Ijaazat Haram ki Zameen par utarne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Nahni fikr koi ke hai khaali daaman Samandar bhi khaali tha bhar ne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Ye Rehmat ke Dariya Unhi se rawaan hein Chalo doob jaayein ubharne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Hai Noore Khuda Unki hasti mein shaamil Zara soch lena mukarne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle Junaido Asad kya sadaaein karein Ham Sadaa jaante hein wo karne se pehle Madina dikha Maula marne se pehle हिंदी(Hindi) : मदीना दिखा मौला मरने से पहले मेरे मौला मेरे मौला मेरे मौला सांसों की माला के धर ने से पहले मदीना दिखा मौला मरने से पहले जो उनके करम का इशारा मिले तो सवरती है क़िस्मत सवरने से पहले...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman (Eng) : Aa gayaa Ramzaan hai Aa gayaa Ramzaan hai Aa gayaa Ramzaan hai Aa gayaa Ramzaan hai Marhabaa sad Marhabaa fir Aa gayaa Ramzaan hai Khil uthe murjaaye Dil Taaza hua Imaan hai Aa gaya Ramzan hai Aa gaya Ramzan hai Ya khuda Ham aasiyon par Ye badaa ahesaan hai Zindagi main fir ataa Ham ko kiya Ramzaan hai Aa gayaa Ramzaan hai Aa gayaa Ramzaan hai Tujpe sadke jaaun Ramzaaz Tu Azimusshaan hai Ke khuda ne Tujmein hi naazil kiya Quraan hai Aa gayaa Ramzaan hai Aa gayaa Ramzaan hai Abre Rehmat chhaa gayaa hai aur samaa hai Noor Noor Fazle Rabb se magfirat ka ho gayaa saamaan hai Har gadi Rehmat bhari hai har taraf hein Barkatein Maahe Ramzaan Rahamton aur Barkaton ki kaan hai Aa gayaa Ramzaan hai Aa gayaa Ramzaan hai Aa gaya Ramzaan Ibaadat par kamar ab baandh lo Faiz lelo jald ke Din Tees ka Mehmaan hai Aasiyon ki magfirat ka lekar aaya hai payaam Jum jaao mujrimon Ramzaan Maahe gufraan hai Aa gayaa Ramzaan hai Aa gayaa Ramzaan hai Bhaiyon Baheno karo...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman (Eng) : Ba'de Ramzaan Eid hoti hai Rab ki Rahmat mazeed hoti hai Jis ko Aaqa ki deed hoti hai Uspe Qurbaan Eid hoti hai Eid Tujko Mubarak Aye Saaeem Rozadaro.n ki Eid hoti hai Rozadaron ke waste Wallah Magfirat ki naweed hoti hai Be-Namazon ki Rozaakhoron ki Kaun kehtaa hai Eid hoti hai Jisko Aaqa Madine bulwaaein Us Musalmaan ki Eid hoti hai Mujko Eidy mein do baqee Aaqa Jaane kab Meri Eid hoti hai Eid Attar Uski hai Jisko Khwaab mein Unki Deed hoti hai हिंदी : बा'दे रमजान ईद होती है रब्ब की रेहमत मज़ीद होती है जिसको आक़ा की दीद होती है उसपे क़ुर्बान ईद होती है ईद तुमको मुबारक ए साईम रोज़ादारों की ईद होती है रोज़ादारों के वास्ते वल्लाह मगफिरत की नवीद होती है बेनमाज़ों की रोजाखोरों की कौन कहता है ईद होती है जिसको आक़ा मदीने बुलवाएं उस मुसलमां की ईद होती है मुझको ईदी में दो बाक़ी आक़ा जाने कब मेरी ईद होती है ईद अत्तार उसकी है जिसको ख्वाब में उनकी दीद होती है ramzan, bade ramzan, eed special, eid special naat, nasheed, dawate islami, dawat-e-islami, i...
- Get link
- X
- Other Apps
Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Ramzan ka mahina Rahmat luta raha hai Har koi iski barkaton se faiz pa raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Sattar gunah bada hai farzon ka ajar isme Naflon ka ajar farzon jaisa dila raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Ramazan ki barkaton se aabad masjiden hain Har koi shok se ab masjid main aa raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Taqvaa ka dars hamko Ramzan de raha hai Yu paak karke dil ko ujala bana raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Quraan ki sadaein ab gunjati hain har soo Sunta hai koi quraan koi suna raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Hai chand roz ka hi mehmaan bhaiyon ye Razi ise karo tum ye kab sada raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Iftar ka sama hai ronak lagi hai kesi Chehra khushi se har ek ka jagmaga raha hai Faizane Ramzan Ye Faizane Ramzan Sarkar ka faizaan tujpe jabhee musafir Tera kalam dilon main halchal macha raha hai Faizan...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng): Assalatu Wassalam Assalatu Wassalam Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Ishqe Ahmad mein bada Aejaaz haasil ho gaya Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya Dar haqiqat Us gadi ahesaas Ye muj ko hua Jis gadi ye chhod kar ke haath ko Mere Khuda Ye Tere Mehboob ki Mehfil mein shaamil ho gaya Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Ya khuda iska iska nasiba ful ki tarha khile Unke ishk e paak ki daulat khuda isko mile Jinke qalb e paak pe Quran nazil ho gaya Mera beta Ya nabi kehne ke kabil ho gaya Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Maslake Ahmad Raza Isko wiraasat mein milaa Bachpani hi se Mere aaqa ke tukdon par pala Kamsini mein hi Mere Aaqa ka Saeel ho gaya Mera beta Ya Nabi kehne ke qaabil ho gaya Assalatu Wassalamu Alayk Ya Rasulallah Assalatu Wassalamu Alayk Ya Habiballah Sab mein Ye ba...
- Get link
- X
- Other Apps
Chham Chham naache hai Pawaniya Tayba mein Chanda mange hai Chandaniya Tayba mein Ishqe Khuda aur Ishqe Nabi mein Aesi haalat badli Saath baras ki Umar mein aese dode jaise bijli Wapas aagai na jawaniya Tayba mein Chanda mange hai Chandaniya Tayba mein Mere Nabi ke charon jaanib noor ka Dariya dole Tayba jakar aane wala Haji Mujse bole Rahmat barse jaise paniya Tayba mein Chanda mange hai Chandaniya Tayba mein Sub'h savere suraj pahele aqa ke dar jaye Vaha pe kirne bhik mile to akar jag chamkaye Chanda mama ki dukaniya Tayba mai Chanda mange hai chandaniya Tayba mai Kankar pathar jane vale ful kali ban bethe Aag ki fitrat rakhne vale mom ki tarha pigle Kismat banti hai dulhaniya Tayba mai Chanda mange hai chandaniya Tayba mai Tune kitna kaam kiya hai is duniya mai reh kar Sari tankhvah mil jaye gi aaye ga jab mehshar Jakar lele tu uthaniya Tayba mai Chanda mange hai chandaniya Tayba mai Sari umar mai kamse kam ek din to esa aye Wahid ansari bhi apne aqa ...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laa...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे
More Ghaus-ul-Wara Roman Hindi Urdu Roman Urdu gaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya choon muhammad darmiyaan-e-ambiya mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara chashma baghdaad ka jab laga aankh par dekha taiba nagar, dekha taiba nagar jaanib-e-makka jab bhi uthi hai nazar dekha taiba nagar, dekha taiba nagar mohe man maan madina basai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara gham ka baadal tha aur main pareshan tha mujhko bakhsha sukoon, mujhko bakhsha sukoon tooti patwaar thi aur main hairaan tha ...







.png)

